How to Cook Yummy Choco filled Biscuit Swiss Roll

Choco filled Biscuit Swiss Roll.

Choco filled Biscuit Swiss Roll You can have Choco filled Biscuit Swiss Roll using 8 ingredients and 19 steps. Here is how you cook that.

Ingredients of Choco filled Biscuit Swiss Roll

  1. Prepare of biscuit Orea.
  2. Prepare of biscuit Tuc.
  3. You need of biscuit Canday.
  4. It's of Condensed milk.
  5. It's of chocolate bar.
  6. Prepare of cherries for garnish (cut in small pieces).
  7. You need of butter for greasing.
  8. Prepare of desiccated coconut for sprinkle.

Choco filled Biscuit Swiss Roll instructions

  1. Tamam ingredients ko ik jaga kar lein..
  2. Orea biscuit ki cream alag kar lein..
  3. Biscuits ke chotay piece kar lein ta ke grind me asani ho..
  4. Grind kar ke strainer se strain kar lein..
  5. Condensed milk ki madad se grinded biscuit ko alag alag goondh lein..
  6. Har dough ko alag alag rakhen..
  7. Chocolate bar ki chocolate ko hot water ke uper rakh ke melt kar lein jitni filling me dalni ho.ap isme nuts ko grind kar ke b mila sakte hain..
  8. Ik plastic par butter se greasing karen.
  9. Is plastic ke half par dough rakh ke half se cover kar ke isko bail lein..
  10. Her dough ko alag alag bail ke phaila lein.
  11. Yahan oreo biscuit last me spread ki hai ta ke is ki waja se dusre biscuit black na hun.
  12. Phir teeno ko ik ke upar ik rakh ke layer bana lein..
  13. Mid me chocolate fill karein aur halkay hath se roll karte jayen..
  14. Roll ke corners ko b cover karna hai.
  15. Phir isko 3-4 hr ke liye fride me rakh dein. After freezing ye set ho chuka hoga.iski plastic hata lein..
  16. Phir is ke slice kar lein.
  17. Then melted chocolate, cherries aur coconut se garnish kar lein..
  18. Now it's ready to serve..
  19. Ap isay fridge me rakhen ya bahar ye 3-4 days kharab nahi hunge..